Santa ka Honeymoon

>> Wednesday, January 11, 2012

Honeymoon se lauta santa bada pareshan tha


Banta ne poocha: kya hua itne pareshan kyu lag rahe ho?

Santa: baat hi kuch aisi hai... suhaagraat ke agle din jab main utha to apni aadat ke anusaar maine takiye ke neeche 1000 rupaye rakhe aur bahar cigarette peene chala gaya... fir mujhe yaad aaya ki main to honeymoon pe aaya hoon... main fatafat hotel lauta

Banta: fir kya hua?

Santa: hona kya tha? usne mujhse kuch kaha hi nahi... maine socha use kuch pata hi nahi chala

Banta: fir to bahut badhiya hua

Santa: Yehi to nahi hua... usne takiye ke neeche se kewal 700 rupaye nikale aur 300 mujhe wapas karte hue boli: main apni rate se jyada nahi leti

0 comments: